Lyrics Gallery

Saturday, June 27, 2009

Chor Bazari - Love Aaj Kal (2009)

Chori...Na re nanna re
Chanda rre...chanda rre...

Chori Bazari do naino ki phele thi aadat jo hat gai
Pyaar ki jho teri meri umrr aai thi woh ghat gai
Duniya ki to pikkar kahan thi teri bhi abb chinta ghat gai

Chanda rre...chanda rre...

Tu bhi tu hai...mein bhi mein hoon
Duniya saari dekh ulat gayi tu na jaane mein na jaanu
Kaise saaari baat palat gai

Ghatni hi thi yeh bhi ghatna ghatte ghatte lo yeh ghat gayi
Aahan Chori Bazari do naino ki phele thi aadat jo hat gai

Tarif teri karna tujhe Khone se darna
Haan bhul gaya abb tujhpe din mein char dafa marna

Tarif teri karna tujhe Khone se darna
Haan bhul gaya abb tujhpe din mein char dafa marna

Pyaar khumari utari saari baaton ki badli bhi chhat gayi
Hum se main pe aaye aise mujhko to mein hi mein kat gayi

EK hue the do se dono dono ki abb raahein kat gayi

Na re nanna re...Na re nanna re...
Na re nanna re...Na re nanna re...

Abb koi fikar nahi gum ka bhi zikar nahi
Haaan hota hoon mein jis raste pe aaye khushi wohin
Aajad hoon mein tujhse aajad hai tu mujhse
Haan jo jee chahe jaise chahe karle raj yahin

Laj sharm ki choti moti jo thi dori
Woh bhi kat gai chauk chawbare gali molhalle
Khol ke main saare ghonghat gai

Tu na badli mein na badla dilli sari dekh badal gai

Ek minute mein duniya dari ki saaari samaj nikal gai
Haan Rang biranga pani pe ke seedhi saadhi kudi begad gayi

Dekh ke mujhko hasta gaata Sadh gai yeh duniya sadh gai

Na re nanna re...Na re nanna re...
Na re nanna re...Na re nanna re...

Singer: Neeraj Shridhar Sunidhi Chauhan
Lyrics: Irshad Kamil
Audio: Click Here
Movie: Love Aaj Kal
Music: Pritam Chakraborty

Labels:

posted by lyricspool.com at 7:38 AM

0 Comments:

Post a Comment

<< Home