Lyrics Gallery

Friday, September 26, 2008

Amber - Raghu Dixit (2008)

Amber pe milte hai kadamon ke nishaan tere hi har shaam
Khidki pe likhe koi os ki boondon se tera naam
Na khelo sanam tere hi hain hum
Dhadkaan ye mere dil ki pooche re tere dil se
Ki sach much kya hai tu duniya mein

Amber pe milte hai kadamon ke nishaan ter hi har shaam
Khidki pe likhe koi os ki boondon se tera naam

Likha hai raeth pe pyar ka nagma lehron se sunle kabhi
Chipe hain seepiyon mein khol dhadkane aake tu chunle kabhi
Jab aaoge tum tab gaayenge hum sargam ye saje tere sang sang
Is khaab ke sach karke hi jaana re
Dhadkan ye mere dil ki pooche re tere dil se
Ki sach much kya hai tu duniya mein

Ambar pe milte hai kadamon ke nishaan ter hi har shaam
Khidki pe liche koi os ki boondon se tera naam

Palkon ke dhagon se baandh ke ghunguroo nainan bitaaye main rain
Tinka tinka peesi raina madhhosh hai mera chain
Jab aaoge tum tab gaayenge hum sargam ye saje tere sang sang
Is khaab ko sach karke hi jaana re
Dhadkan ye mere dil ki, pooche re tere dil se
Ki sach much kya hai tu duniya mein

Ambar pe milte hai kadamon ke nsihaan tere hi har shaam
Kidki pe likeh koi os ki boondon se tera naam

Singer: Raghu Dixit
Album: Raghu Dixit
Lyrics: Niraj Singh

Labels:

posted by lyricspool.com at 1:38 AM

0 Comments:

Post a Comment

<< Home